PitaA Poem by Charu Singh
Pita hi Mera abhimaan hai,
Pita se hi meri jaan hai, Pita se hi meri shaan hai. Pita ke bina, Ghar mai rahna bhi soona hai. Pita ke bina, liya gya na lagta apna khilona hai. Pita ke bina, Zindagi ki khushi bhi lagta rona hai. Pita ke sang, Sukhi roti bhi sona hai. © 2020 Charu Singh |
Stats
32 Views
Added on June 21, 2020 Last Updated on June 21, 2020 |

Flag Writing