ek lamhaA Poem by alegria
Toofani rasto mein jaate hue socha na tha,
aayange sunahere pal aur thaam jayega uus pal ghadi ka kata jaana na tha, thaama pal tha iis kadar zzaara zzaara khil raha tha pata na tha, toofaano main phaase sapane mar chucke hi the ki ye lamha ruuh tak mein jaan phook ke jayaga socha na tha, kuch lamhe aaksar zindagi ka rukh badal dete hai suna tha magar ye lamha hume toofano mein mil payega jaana na tha....
© 2011 alegria |
Stats
164 Views
1 Review Added on August 2, 2011 Last Updated on August 2, 2011 |

Flag Writing